Naukri mein tarakki ki dua naade ali ki barkat se ap apni naukri mein tarakki , salary mein izafa aur amdni mein be hisab barkat hasal kar saktay hain . Dua naade ali sharif ka ye wazifa sirf 3 din ka hai . Ye wazifa naukri mein barkat k hawale se ap ko insha allah tamam zindagi faida de gha . Naukri me tarakki ki dua naade ali sharif ka ju fard bhe zindagi me 1 bar wazifa kar leta hai asay zindagi me naukri k hawale se kisi bhe qisam ki pareshani ka samna nahi karna parta . Yani naukri mein tarakki ki dua naade ali ap k liye allah k gaib k darwaze khol de ghe jes ki waja se ap ki naukri ki har pareshani hameesha gaib se door hoti rahe ghe .
Iss post mein naukri mein tarakki ki dua , naukri mein tarakki ki dua ka wazifa aur naukri mein tarakki ki dua k benefits aap se share kyia gye hain . Agr aap apni naukri mein apni soch se bhe zaida tarakki aur kamyabi hasil karna chahty hain tu naukri mein tarakki ki dua ka wazifa zindagi mein aik baar zaroor kar lain . Iss dua ki urdu detail nechay darj hai .

Naukri Mein Tarakki Ki Dua Wazifa

Naukri me tarakki ka wazifa karne k liye ap jumma ki rooz isha ki namaz k baad awal o akhar 12 – 12 martaba durood e pak zikr krain aur darmyian me ap 1 martaba surah kahf aur 70 martaba dua naade ali sharif mohabbat se zikar krian . Ye wazifa ap 3 rooz tak jari rakhain .3 rooz k baad ap rozana 10 martaba durood e ibrahimi aur 7 martaba dua nad e ali mohabbat se hameesha zikr kartain rahain . Aur har jumma ya kam az kam chand k 1st jumma mein aap 1 martaba surah kahf bhe tilawat karty rahain . Ye zaida afzal hai , likan agr iss me nagha ho jae tu ap k wazifa ka faiz nahi rukay gha . Iss wazifa ki barkat se insha allah ap ki naukri mein tarakki aur salary mein izafa k liye gaib se asbaab paida hona shuro ho jain ghain . Naukri me tarakki ka wazifa nade ali behad asan aur kamyab hai . Lahaza har bhai aur behan ko ye wazifa zindagi me 1 bar zaroor kar lena chahyia .
Ye wazifa agr koe fard 14 din tak kar le tu ye sab se afzal hai .

Naukri Mein Tarakki Ki Dua Taweez

surah-talaq-ayat-2-3-arabi-

Naukri me tarakki ka taweez ju sab se zaida powerful hai wo surah talaq ayat 2 aur 3 ka arabi naqsh hai .ye qurani taweez job main promotion k liye ,salary increase karne k liye ,rozgar k liye , govt job k liye ,achi nokri k liye , job interview mein kamyabi k liye ,naukri mein tarakki aur barkat k liye fard ko iss ki sooch se bhe zaida faida deta hai . Agr koe bhai ya behan pehlay bayin kyia gyia wazifa na kar sakain ya inhain wazifa me kamyabi hasil na hoti ho tu iss naqsh ko astana se manghwa kar apne pas ya apne ghar mein zaroor rakhain . Insha allah nokri k hawale se aap ki har pareshani ka gaib se hal hona shuro ho jae gha . Ye naqsh apni barkat fori zahar karta hai aur is naqsh ki barkat se achi naukri khud aap k pas chal kar aye ghe . Iss khas naqsh ko qurani fateh nama bhe kaha jata hai lehaza aap 5 masakeen ko khana khala kar ye naqsh astana se free hasil kar sakty hain .

Whatsapp: +92 328 4765719

Find Urdu Wazaif Here