Cluster Headache ?Cluster Headache Ko Aam Tor Par Mid Night Pain Kaha Jata Hai. Kyu K Ye Dard Aadi Raat Ko Fard Ke Ksi Aik Ankh Aur Sar K Aik Hissay Mein Hota Hai Aur Bohut Shiddat K Sath Hota Hai Yahan Tak K Fard Puri Tarah Se Jaag Jata Hai.Mid Night Pain Tension Se...
Pregnancy Headache ?Pregnancy Headache Khawateen Ko Pregnancy K Doran Hone Wala Sar Dard Hai Ju K Pregnancy K Start Months Mein Female Ko Hota Hai. Female Ko Pregnancy Headache Es Liye Hota Hai Kyu K Aurat K Jism Mein Harmonal Changes Hote Hain Aur Body Mein Blood...
Acrophobia ?Acrophobia Ko Aam Zaban Mein Bulandi Ka Khauf (Fear Of Height ) Kaha Jata Hai. Yani Asa Khauf Jo Insaan Ko Oonchai Se Mehsoos Ho Wo Acrophobia Hai . Es Khauf Mein Mubtala Afraad Jab Bhe Height Ko Dekhtay Hain Ya Oonchai Par Jatay Hain Tu Unko Be Had Dar...
Atychiphobia ?Atychiphobia Aik Aysi Nafsiyati Bimari Hai Jes Me Insan Ko Apne Nakam Hone Ka Khauf Lahaq Ho Jata Hai . Iss Bimari Ko Aam Zuban Me Fear Of Failure Kaha Jata Hai . Atychiphobia Fard Ko Iss K Kisi Khas Maqsad Me Nakami Ki Sorat Me Lahaq Hota Hai . Nakam...
Deprission ?Deprission Aik Nafsiayti Bemaari Hai . Har Insan k Ander Aik Khas kisam Ka Electromagnetic Force HotI Hai Aur Iss Electromagnetic Force ki Waja Se Insaan Apni Zindagi mein Servive Karta Hai , Mohabbat Karta Hai Aur Iss mein Khawahishat Bhe Paida Hoti Hain...
Agoraphobia ?Agoraphobia Jaghon ka Khauf Hai Yani Iss Bimari Mein Mareez Chand Aysi Jaghon Par Nahi jata Jaha Se Asay Mazi mein Kisi Kisam Ka Nuqsan mila Ho . Yani Agoraphobia K Mariz Ko Society Me Chand Jaghon Par Jane Ka Khauf Lahq Hota Hai . Asal Me Mariz Ko Mazi...