1 shaitani power hai ju k hamari kainaat mein charon taraf phali hui hai. Jo kay insaan ko musalsal mutasir kar rahi hai . Negative energy ko manfi tawanai bhe kaha jata hai .manfi tawanai insaan ki soch, kamyabi aur luck ko shadeed nuqsaan se do char kar sakti hai. Ziyada tar manfi tawanai ki mujoodgi sharaab khanah, juaa khanah, purana ghar, purana darakht, weraan rasta aur napak jaghon par hoti hai .duniya mein bohat se afraad aisay bhi hain jin mein manfi energy ki miqdaar bohat ziyada ho jati hai aur aisay afraad k paas bethnay aur un se haath milaane se bhi un mein mujood manfi tawanai aap ki taraf muntaqil ho sakti hai .insaan kay andar allah ka banaya hua aik asa nizaam mojood hai jo usay har qisam ki manfi tawanai se mehfooz rakhta hai. Lekin baaz auqaat fard ki kisi ghalti ya gunah ki wajah se yeh nizaam kamzor ho jata hai, jis ki wajah se bay shumaar shaytani asraat aur manfi energies fard par asar andaaz ho jati hain .manfi tawanai insaan ko apni mojoodgi ka ehsas nahi honay deti lekin is se honay walay nuqsanaat ka fard ko har haal mein samna karna hi parta hai

Negative Energy k Nuqsanaat

Negative energy 1 virus ki terhan hai jo fard ke andar aahista aahista phail kar is ki soch, samaji aur azdawaji zindagi ko mukammal tor par tabah kar deti hai.
Manfi tawanai se mutasirah fard manfi tawanai ki wajah se apne aap ko khud nuqsaan deta hai manfi tawanai fard ko be shumaar nuqsanaat se do char karti hai aur un nuqsanaat mein se chand bhayanak nuqsanaat darj zail hain .
1. Manfi Tawanai Ki Wajah Se Fard Shadeed Haadsa Ka Shikaar Ho Sakta Hai .
2. Manfi Tawanai Ki Wajah Se Fard Apne Biwi Bachon Par Tashadud Kar Sakta Hai .
3. Manfi Tawanai Fard Ko Suicide Ki Soch Deti Hai.
4. Manfi Tawanai Ghar Ko Tabah Kar Deti Hai
5. Manfi Tawanai Ghar Mein Be Sukooni Lati Hai.
6. Manfi Tawanai Ki Wajah Se Shohar Apni Biwi Ko Talaq Day Sakta Hai.
7. Manfi Tawanai Fard Ko La Ilaaj Bemari La-Haq Karti Hai.
8. Neend Ka Nah Aana, Depression, Zehni Iztiraab, Blood Pressure, Dil Ka Arzah Aur Durgs Ka Istemaal Manfi Tawanai Ki Wajah Se Hai .
9. Manfi Tawanai Insaan Ko Har Qisam K Nuqsaan Se Do Char Kar Sakti Hai.
10. Manfi Tawanai Ko Nazar Andaaz Karne Walay Afraad Ki Zindagi Sukoon Se Hamesha Ke Liye Mahroom Ho Jati Hai.
Negative Energy Se Insan Ka Mehfooz Rehna Bhut Zaroori Hai. Kyu K Ye Insaan Ko Koi Kaam Nahi Karne Deti Aur Fard K Har Kaam Mein Rukawat Ka Sabab Banti Hai.

Remove Negative Energy

Agar ap negative energy se nijat chahty hain. Tu ap taweez salamullahalaiha ko apne ghar mein bhe rakhain aur apne pas bhe rakhain . Insha alllah taweez salamullahalaiha ki barkat se ap k jasim aur ghar se negative energy issi waqat door ho jae ghe aur ap ki zindagi mein asani aane lagh jae ghe . Taweez salamullahalaiha ki barkat se ap ki har pareshani door ho jae ghe aur ap ki ju bhe hajat ho ghe wo allah ki gaibi madad se ap ko hasil ho jae ghe . Taweez salamullahalaiha k liye link nechay de diya gaya hai .

Whatsapp: +92 328 4765719

Find Urdu Wazaif Here