Dua naad e ali ki barkat se aap zindgi kay har medan aur har imtiham me kamyabi hasil kar saktain hain . Yani kamyabi k tamam secret janab e mola ali sher e khuda kay naam mubarak me mojod hain . Es post mein ham dua naade ali ka aik aysa wazifa ap ko bata rahen hain jes ki barkat se ap ko insha allah exam aur zindgi k har imtiham mein kamyabi gaib se hasil ho ghe . Es shirt wazifa ki detail video mein mojood hai .

Imtihan Mein Kamyabi Ka Wazifa Video

Dua For Success In Exam

School,collage,university,medical,engineering,css ya kisi bhi imtehan ya interview me kamiyabi kay liye aap is imtehan ya interview se chand din pehle subah aur sham kay waqat 10 bar darood ibrahimi aur 14 bar dua naad e ali muhabat say parh liya kren. Insha allah aap ko kamiyabi muhammad wa aale muhammad kay sadqa me zaroor hasil ho jay ghe .

Imtihan Mein Kamyabi Ka Taweez

Nazreen zindagi kay har medan aur har imtehan me fatah o kamiyabi kay liye,muqadar acha karny kay liye,bepanah izzat aur rizk pany kay liye , dolat say mala mal hony kay liye karobar me taraqi kay liye,dushman ko zair karnay kay liye aur zindgi bhr khush hali aur pur skoon rehny kay liye dusra karamati amal naqash nad e ali ka hai . Ye naqsh mubarak har insan ki soch say bhi zyada barkat ka hamil hai. Es naqsh mubarak ko aap aastana say free ya sirf hadia kharch ada kar kay hasil kar lain aur is kay bad aap as naqsh mubarak ko sirf apny ghar me pak jagah par rakh dein . Insha allah achi qismat aur kamiyabi aap ko khud talash kary ghi . Naqsh naad e ali sharif ki mokammal detail k liye button akhair mein mojood hai .

Amna Behan : +92 306 3441786