Surah naas aap ki jan , aulad , ghar , karobar , izat aur sehat ki sab se best spiritual protection hai . Ye baat bohat se hadees e mobarka se sabat hai . Iss liye iss surah mobarka ka wird har fard ko morning aur evening mein zaroor karna chahye aur iss baat ka bhe hadees mein hukam hai . Iss post mein ham aap ko rohani hifazat k hawalay se surah naas k chand faide biyaan karne ki koshash krain ghay insha allah . Iss k ilawa ham aap ko surah naas ko arabi mein tehreer kar k apne ghar mein rakhne k faide bhe batain ghay . Iss liye ye post akhair tak zaroor read krain .
Surah naas ka 1 artical pehlay bhe site naade ali mein diya gaya hai jes ka tittle surah nas ka wazifa hai iss post mein bhe aap ko surah naas ka khas wazifa aur surah naas k hawalay se hadees mobarka hasil ho jayen ghe . Iss k ilawa youtube channel nad e ali mein bhe aap ko spiritual protection k hawalay se bohat se qurani urdu wazaif hasil ho jayen ghay so visit it . Jazak allah .

Surah Naas for Nazar Bad

Surah naas nazar bad ka sab se best tor hai . Agr koe fard ya iss ki aulad mein se koe nazar bad ka shikar hai tu wo 7 bar surah falaq aur 7 bar surah naas par kar mareez ko dam kar de . Insha allah aap nay jes par dam kiya gaya ho gha issay chand minutes mein allah ki zaat nazar bad se shifa ata farma dain ghay . Aur agr aap chahtay hain k aap ya aap ki aulad hameesha nazar bad se allah ki hifazat mein rahay tu ap surah naas ka arabi naqsh astana se hasil kar k apne pas bhe rakhain aur apne ghar mein bhe zaroor rakhian . Inshaallah aap ko dobara nazar bad ki problem nahi ho ghe .

Surah Naas se Jadu ka Tor

Jadu ka tor karne k liye khud nabi pak ne surah flaq aur surah naas ko tilawat farmae .
Lehaza agr koe musliman kala jadu ya kisi bhe kisam k jadu ka shikar ho chuka hai tu wo har farz namaz k baad 3 martba surah falaq aur 3 martba surah naas wird kar k apne opar dam kray aur iss wazifa ko 11 rooz tak jari rakhay . Insha allah 11 rooz mein aap ko kala jadu se nijat hasil ho jae ghe . Agr aap chatay hain k aap ki jan , aulad , izat , ghar aur karobar hameesha kala jadoo se mehfoz rahay tu aap amna behan se surah nas ka arabi naqsh hasil kar k apne pas bhe rakhain aur apne ghar mein bhe zaroor rakhain . Insha allah surah naas ki arabi naqsh ki barkat se aap ko kala jadu se hameesha k liye nijat bhe hasil ho jae ghe aur aap ka ghar , aulad aur karobar hameesha k liye kala jadu se mehfoz bhe ho jae gha .asal mein ju logh kala jadu ka 1 bar shikar ho jatay hain tu inn par kala jadu hameesha asar karta rehta hai tu asay afrad k liye surah naas ka wird karna aur surah naas ka naqsh apne ghar mein rakhna hi akhri hal hai .

Ghar ki Hifazat

Surah nas ghar ki hifazat k liye sab se powerful mani jati hai . Agr aap k ghar mein barkat nahi , ghar mein rizq ki kami ho , tangdasti ne aap k ghar mein basira kar rakha ho , ghar mein larai jhagra rehta ho tu ghar k hawalay se har pareshani ko dour karne k liye aap har roz morning aur evening mein 7 bar surah nas aur 7 bar surah falaq zaroor wird kiya krain . Insha allah aap ka ghar nazar bad , dushman aur har kisam ki pareshani se mehfoz ho jae gha . Agr koe bhai ya behan ye chahtay hain k inn ka ghar hameesha hifazat mein rahay tu aap amna behan se surah naas ka arabi naqsh hasil kar k apne ghar mein zaroor rakhay . Jab tak surah nas ka naqsh aap k ghar mein rahay gha aap ka ghar allah ki hifazat mein rahay gha .

Bimari Se Shifa

Surah nas har bimari se shifa k liye be had powerful mani jati hai . Hadees e mobarka k motabak nabi pak ki family se agr koi bimar hota tu aap iss par surah falaq aur surah nas parh kar dam farmatay . Lehaza agr koe bimar ho tu iss par surah falaq aur surah nas par kar zaroor dam krain insh allah jes par dam kiya jae ga iss ko allah ki zaat jaldi shifa ata farmayen ghay .
Bimari , hadsat aur har kisam ki pareshani se nijat aur hifazat k liye aap surah nas ka arabi naqsh apne ghar mein zaroor rakhain . Khas kar agr kisi ki bimari dour na ho rahi ho tu wo surah nas ka arabi naqsh apne ghalay mein zaroor rakhay . Insha allah aap ko surah naas ki barkat se jald hi bimari se shifa hasil ho jae ghe .

Hifazat Ke Liye Surah Naas

Bachon ki hifazat k liye surah nas ka wird be had powerful mana jata hai . Bachon ko nazre bad , kala jadu , hadsat , dar , zid aur kisi na kisi bimari ka khatra har waqat rehta hai . Lehaza har waldain ko chahye k wo apne bachon ko morning aur evening mein surah falaq aur surah naas 7 -7 bar par kar zaroor dam kiya krain . Iss k ilawa aap apne bachon k ghalay mein surah nas ka arabi naqsh bhe zaroor pehnain . Insha allah aap k bache hameesha allah ki hifazat mein rahain ghay .

karobar ki Hifazat

Baaz afrad ka karobar inn ki be had mehnat aur koshash k bawajood nahi chalta . Iss ki waja inn k karobar ki ya tu kisi ne bandish ki hoti hai . Ya inn k karobar par nazar e bad k asrat hotay hain . Karobari bandish se nijat k liye log aamlo ko be had rupia detay hain likan iss k bawajood inn ka karobar tas se mas nahi hota . Ayse afrad isha ki namaz ada karne k baad awal o akhar 10 -10 bar durood e pak wird krain aur darmyian mein 300 bar surah nas ka wird krain aur ye wazifa 14 din tak jari rakhain . Inshallah surah nas ki barkat se aap ka karobar har kism k bad asrat se pak ho jae gha aur aap ko karobar mein kamyabi hasil hona shuru ho jae ghe . Agr aap chahty hain k aap ka karobar hameesha har kisam k bad asrat se allah ki hifazat me rahay tu aap surah nas ka arabi naqsh amna behan se hasil kar k apne ghar mein zaroor rakhain . Insha allah aap ka karobar hifazat mein rahay gha aur hameesha tarakki bhe karta rahay gha .

Dushman se Nijat

Dushman aur hasid har kisi k hotay hain ju fard ko kisi na kisi andaz se nuqsan dene ki koshash kartay rehtay hain . Dushman ya hasid aap ki jan , aulad , ghar aur izat ko kisi na kisi tarika se kabhi na kabhi nuqsan zaroor deta hai .lehaza apne dushman aur hasad se hifazat k liye aap morning aur evening mein surah falaq aur surah nas ka wird zaroor kiya krain iss k ilawa jummerat ya kisi bhe din sadqa zaroor kiya krain .
Zaida behter ye bhe hai k aap surah falaq aur surah nas k wird karne k sath apne ghar mein surah nas ka arabi naqsh bhe zaroor rakhain . Insha allah surah nas ki barkat se koe bhe dushman aap ki jan , aulad , ghar aur karobar ko nuqsan nahi de sakay gha .

Surah Naas ka Taweez

Surah Naas

Surah nas ka taweez khud tehreer karne k liye aap ne surah nas ko arabi mein mushk , amber , zafran aur gulab se small size mein tehreer kar lena hai . Ye naqsh aap apne ya apne bacho k ghalay mein pehna saktay hain . Ye naqsh aap khud tehreer kar lain tu afzal hai agr ye aap na kar sakhen tu aap iss naqsh ko mushk , amber zafran aur courier ka kharch 900 rupay ada kar k astana se 48 ghanto mein hasil kar saktay hai . Surah nas ka arabi naqsh ju k ghar mein rakha jata hai iss naqsh ko bhe aap baray alfaz mein khud tehreer kar saktay hain agr ye bhe aap se na ho sakay tu aap 3d naqsh surah nas astana se photo card , 3d lemination aur courier ka kharch 900 rupay ada kar 48 ghanto mein hasil kar saktay hain . Ye dono naqsh astana se hasil karne k liye aap amna behan se rabta kar saktay hain jazak allah .

Whatsapp: +92 328 4765719

Find Urdu Wazaif Here