muharram ki tasbih nade ali dua ki barkat se ap Allah ki bargha se apni har mushkil ka hal aur har hajat ki takmeel pa saktay hain . ye tasbih muharram sharif mein apni be had barqkat ka zahoor karti hai . es liye muharram sharif ki tasbeeh ko muharram mein kam az kam aik din zaroor parhen پڑھیں . muharram ki tasbih Naade Ali sharif ka wird karne se fard k liye Dua Nad e Ali sharif ki zakat bhe ada ho jati hai aur ju afrad Nad e Ali sharif ki zakat ada kar letay hain inn ki har Dua Allah ki bargha me Qabool hoti hai .
Lahaza kismat k gurbat kay maaray huye afrad Muharram ki tasbih Ka Wird Muharram sharif mein 1 din zaroor kar lain .
Muharram Ki Tasbih Nade Ali Dua
Muharram Ki Tasbih
Es tasbih ka wird karne k liye ap muharram sharif k kisi bhe din awal o akhair 14 – 14 bar durood e pak zikr krain aur darmyian mein ap 2 nafal namaz hadia Muhammad O Ale Muhammad es tarha ada krain k en dono nawafil mein ap Surah Fatiha k baad 70 – 70 bar Surah Ikhlas tilawat krain . ye nawafil ada karne k baad ap Qibla rukh beeth kar 110 bar 3rd kalma
110 bar حَسْبُنَا اللَّهُ وَ نِعْمَ الْوَ كِيلُ
100 bar Durood e ibrahimi
aur 110 bar Dua Naad e Ali mohabbat se zikr krain .
es k baad ap sajda mein ja kar 10 bar Allah Hu Samad parhain aur esi sajda k doran ap Allah se eski raza aur apni hajat talab kar lain .
ye wazifa ap 1st muharram se 10 muharram k doraan karain tu zaida afzal hai aur es se bhe zaida afzal ye hai k ap es wazifa ko 1st muharram se 10 muharram tak yani 10 din tak krain , ager ye ap se na ho sakay tu ap kam az akm 1 din es wazifa ko muharram sharif k kisi bhe din kar lain . Insha Allah ap ko es tasbih ki barkat ap ki sooch bhe zaida hasil hon ghe .
muharram ki tasbbeh k faide video mein mojood hain .
Muharram Ka Naqsh Naad e Ali

ager koe fard muharram k pehle 10 dino k ander ander Dua Nade Ali Sharif ko mushk , amber , zafran aur gulab se tehreer kar k apne ghar mein ya apne pas rakh le gha tu es fard ko dolat ki kabhi bhi kami na ho ghe . muharram sharf k es naqsh k Insha Allah har fard ko 70 faide hasil hotain hain jen mein chand darj zail hain .
fard ko behisab rizq aur dolat hasil ho jae ghe .
ap ko achi nokri hasil ho ghe aur es mein tarakki bhi hameesha hoti rahe ghe .
karobar mein be had barkat ho ghe
ap ko bandish , nazar bad , jadu aur dushman se nijat mil jae ghe .
jan , aulad , ghar , karobar aur sehat Allah ki hifazat mein rahen ghay .
be aulad sahib e aulad ho jain ghain ghustakh aulad farmabardar فرماں بردار ho jae ghe .
shohar biwi mohabbat paida ho jae ghe dukan mein barkat ho ghe .
ghar kala jadu se hifazat mein rahe gha bimari se shaifa ho ghe .
har mushkil asan ho ghe .
har hajat pori ghe .
aur ap jes k liye bhe dua kraen ghay ap ko wo dua Muhammad O Ale Muhammad k sadqa mein pori ghe .
Amna Behan : 0092 306 3441786