13 rajab ki tasbeeh nad e ali shareef se aap apni zindagi mein kamyabi la sakhty hain aur apni kismat ko allah k hukam se acha bana saktay hain. Agar ap bhut ziada izzat , kamyabi aur khushi chahty hain. Tu 13 rajab ko isha ke namaz k baad 3 bar surah muzammil aur ek tasbeeh nad e ali bay hadh aqeedat k sath parhen aur allah se dua karen. Ye amal ek din ka hai lekin apni khas rohani power se ap ki kismat ko badal sakhta hai. Es liye ap ye mujarrab amal zaroor kar lein.

13 Rajab ki tasbeeh

جو لوگ حسد اور نحوست سے خود کو بچا لیتے ہیں ان کو وظیفہ کئے بغیر ہی زندگی میں سب کچھ حاصل ہو جاتا ہے جبکہ حسد اور نحوست کا شکار افراد کو وظیفہ میں بھی کامیابی نہیں ملتی ، لہذا اگر آپ چاہتے کہ آپ کا وقت برباد نہ ہو تو آپ وظیفہ شروع کرنے سے پہلے چند باتیں اپنے ذہن میں رکھیں ، ممکن ہے کہ آپ کو وظیفہ کئے بغیر آپ کے مقصد میں کامیابی حاصل ہو جائے ۔ اس لئے نیچے موجود  بٹن پر کلک کریں ۔