Agar aap rizq mein barkat , izafa chahty hain aur aap ki khawaish hai k tamam zindagi ap ko rizq ki tangi ka samna na karna pare . Tu aap mah e rajab mein rizq k liye bataya jane wala khas amal zaroor kar lein. In shaaa allah ap ko kamyabi mile ge. Es wazifa ko karne k liye aap rajab shareef mein ksi bhe din isha ke namaz k baad awal o akhair 7,7 bar durood ibrahimi parhen aur darmiyan mein ek tasbeeh nad e ali aur 11 bar surah al imran ki ayat 26 aur 27 ki talawat karen .ye amal aap ne 3 din tak jari rakhna hai aur tawaja k sath karna hai. In shaaa allah ap ko kamyabi mile ge.

Whatsapp: +92 328 4765719

Find Urdu Wazaif Here