Newborn Baby Ki Neend ?
Newborn Baby Ki Neend mein Kami Waladain K Liye Pareshan Hone Wali Baat Hai. Bohat Se Bachay Raat Ko Sotay Nahi Hain Aur Agar Sotay Bhi Hain To Kuch Hi Der Baad Aath Jatay Hain Jis Ki Wajah Se Walidain Bohat Ziyada Pareshan Rehtay Hain. Newborn Baby Ki Neend mein kami Kisi Pecheeda Problem Ki Alamat Ho Sakta Hai , Lahaza Iss Ki Wajuhat Jan Kar Iss K Sahi Ilaj Ki Taraf Tawju Zaroor Deni Chahye .
Iss Post mein Newborn Baby Ki Neend , Newborn Baby Ki Neend k liye Dua Aur Newborn Baby Ki Neend kI Dua k Benefits Aap Se Share Kiye Hain .

Newborn Baby Ki Neend mein Kami ka Nuqsan

Yad Rahay K Baby K 1 Saal Ki Age Tak Tu Iss Ki Neend Ka Har Haal Mein Pora Hona Zarori Hain Iss Ki Waja Ye Hai K Paida Hone K Baad Kuch Saal Tak Bachay Ki Zehni Aur Jismani Nashonuma Ka Amal Jari Rehta Hai Aur Agr Iss Doran Bachay Ki Neend Mein Kami Aa Jar Tu Iss Se Bachay Ki Nashonuma Motasar Ho Jati Hai Jes Ki Waja Se Bochon Mien Bohat Se Kamiyan Reh Jati Hain .
Ab Jahan Swala Ye Paida Hota Hai K Kis Waja Se Bache Ki Neend Mein Kami Aati Hai . Tu Dopahar Mein Ziyada Neend Lene Ki Waja Se Bachay Raat Mein Nahi Sotay Ye Koe Problem Nahi Hai , Problem Tab Hoti Hai Jab Bachon Ko Bay Khwabi Ka Masla Ho Jae Ab Newborn Baby Mein Bay Khwabi Ki Problem Ki Waja Medically Bhe Ho Sakti Hai Aur Rohani Bhe . Lahaza Agr Newborn Baby Ki Neend Mein Problem Aa Rahi Hai Tu Iss Ka Medically Ilaj Bhe Karwain Aur Iss Ka Rohani Ilaj Bhe Zaroor Krain . Yad Rahay K Newborn Baby Ko Nazre Bad Ka Bohat Jaldi Shikar Ho Jatay Hain Jes Ki Waja Se Inn Mein Neend , Dar , Doodh Na Peena Aur Bilawaja Rone Ki Problem Paida Ho Jati Hai .
Yad Rahay Bachon Ko Neend Nah Aana, Bay Khwabi Ka Masla Aur Sotay Mein Darna Yeh Sab Aam Masail Nahi Hain Balkay Yeh Woh Masail Hain Jin Ki Binaa Par Walidain Apne Bachon Kay Liye Zindagi Mein Kamyabi Aur Nakami Ki Bunyadain Rakhtay Hain. Lehaza Agar Aap Kay Bachay Neend Nah Anay K Maslay Mein Mubtala Hai Tu Es Ka Bar Waqat Ilaj Karain. Kyun Kay Yeh Be Had Zaroori Hai .

Newborn Baby Ki Neend Ka Rohani Ilaj

Agar Aap Chahtay Hain K Aap Kay Bachay Waqt Par So Jaya Karen, Unki Neend Qudrati Ho Aur Wo Es Douran Zid Na Karain. Iss Ka Sab Se Best Rohani Ilaj Naqsh Nade Ali Hai . Lahaza Aap Dua Nade Ali Sharif Ko Musks , Amber , Zafran Aur Gulab Se Tehreer Kar K Apne Bachon K Ghalay Mein Bhe Pehnaein Aur Apne Ghar Mein Bhe Zaroor Rakhain . Insha Allah Jaldi Hi Aap K Baby Ko Achi Neend Ane Laghay Ghe . Iss K Ilawa Aap K Bache Jinnat , Nazre Bad Aur Har Kisam K Nuqsan Se Bhe Mehfoz Rahain Ghay .
Agr Koe Behan Apne Bachon K Liye Dua Nade Ali Ka Naqsh Khud Tehreer Na Kar Sakay Tu Wo Iss Naqsh Ko Astana Se Bhe Hadia Kharch Ada Kar K Hasil Kar Sakti Hai Aur Iss K Liye Aap Amna Behan Se Rabta Krain .

Amna Behan Whatsapp

+92 306 3441786

Find Urdu Wazaif Here

Pin It on Pinterest