Achi kismat ki dua naade ali sharif ki barkat se aap allah ki madad se apni kismat ko apni soch se bhe zaida acha kar saktay hain . Agr aap ki kismat achi hai tu sab logh aap k sath achay hon ghay aur agr aap ki kismat kharab hai tu zindagi mein kamyabi k liye aap ko bohat se nuqsanat aur rukawaton ka samna karna paray gha , likan kamyabi phir bhe aap ko hasil nahi ho ghe .
Yahan par aap ko kamyabi ki muhar dua naade ali sharif ki zarorat mehsoos ho ghe . Yani agr aap apni kismat ko bohat achi karna chahtay hain tu aur ye bhe chahtay hain k aap ko zindagi k har maydan mein kamyabi hasil ho tu dua naade ali ko dil se apna lain . Lahaza ham ne dua nade ali sharif ka aik aysa wazifa aap ko bataya hai jes ki barkat se aap apni kismat ko apni soch se bhe zaida acha kar saktay hain . Iss wazifa ki detail video mein mojood hai .
Good luck ki dua k hawaly se agr aap ko mazid detail darkar hai tu aap urdu wazaif ki site naadeali.com ko zaroor visit krain .

Dua For Good Luck Video

Dua For Good Luck Wazifa

Muqadar acha karne k liye ap 14 rooz tak rozana 10 bar surah ale imran ki ayat no 26 -27 , durood e ibrahimi 10 bar aur dua naad e ali sharif 70 bar zikr krain . 14 rooz ka ye wazifa mokammal karne k baad aap rozana 3 bar surah ale imran ki ayat no 26 -27 , durood e ibrahimi 10 bar aur dua naad e ali sharif 7 bar tamam zindagi zikr kartay rahain . Insha allah es wazifa ki barkat se aap ka muqadar hameesha k liye acha ho jae gha .

Taweez For Good Luck

Kismat kholne k liye , achi kismat k liye , achay naseeb k liye , taqdeer badalne k liye aur zindagi k har maydan mein kamyabi k liye naqsh naad e ali sharif ko be had powerful mana jata hai . Ye naqsh aap ki har hajat ki takmeel aur har mushkil ki asani hai . Es naqsh ki barkat se aap ka har jaiz kaam insha allah gaib se pora ho gha . Ye naqsh har fard ko apne ghar mein zaroor rakhna chahye . Iss naqsh ko aap khud bhe tehreer kar saktay hain aur chahain tu aap dua nade ali sharif ka naqsh astana se sirf hadia kharch ada kar k hasil kar sakty hain .