Rajab ul Murajjab Ka Wazifa?
Rajab ul Murajjab Mein Apne Har Hajat Ko Hasil Karne K liye Sirf 3 Rooz Ka Wazifa Bataia Hai . Is Asan Wazifa Ki Barkat Se Allah Ki Zaat Ap Ki Har Hajat Ko Gaib Se Pora Farma Datain Hain . Wazifa Mein Ap Ne Rajab ul Murajjab k 2 Nafil Is Tarha Ada Karne Hain K 1st Nafil Mein Ap Ne Surah Fatiha K Baad 110 Bar Surah Ikhlas Aur 2nd Nafil Mein Ap 92 Bar Surah Kausar Talawat Krain . Ye 2 Nafil Ada Karne K Baad Ap 6666 Bar Allah Hu Samad اللہ الصمد Aur 72 Bar Dua e Nade Ali Sharif 3 Rooz Tak Tilawat Krain . Insha Allah Is Wazifa Ki Barkat Se Allah Ki Zaat Ap Ko Ap Ki Har Hajat Ata Farma Dain Ghain .

Amna Behan Whatsapp

+92 306 3441786

Find Urdu Wazaif Here

Pin It on Pinterest