Be pannah dolat , izat , rizq aur kamyabi hasil karne k liye is video mein mahe rajab ka aik be had kamyab wazifa is video mein bataya gaya hai .wazifa k liye aap isha ki namaz k baad awal o akhair 12 – 12 bar durood sharif tilawat krain aur darmiyan mein aap 2 nafil namaz mohammad ale muhammad is tarha ada krain k 1st nafil mein aap surah fatiha k baad 19 bar surah ikhlas tilawat krain aur 2nd nafil mein aap 110 bar surah asr tilawat krain . Ye nafil ada karne k baad ap 313 bar teesra kalma ,41 bar surah ale amran ayat no 26 , 27 aur 110 bar dua nad e ali sahreef mohabbat se tilawat krain .ye wazifa aap 7 rooz tak jari rakhen . Insha allah aap ko allah ki zaat aap ki sooch se bhe zaida nawaz dein ghay . Ye wazifa ager aap se na ho sakay tu aap gaib se be had rizq , dolat aur sehat pane k liye astana se naqsh nad e ali manghwa kar apnay ghar mein rakhen aur is naqsh ko aap kam az kam 7 rooz tak apanay pas zaroor rakhen . Insha allah is naqsh ki barkat se ap k liye gaibi rizq k darwazay hameesha k liye khul jayen ghay . Jes fard k pas naqsh nad e ali sahreef hota hai allah ki zaat is fard ko qarz , tangdasti , ghurbat , jadu , jinnat , dushman , nazar e bad aur bandish se hameesha k liye mehfooz farma detay hain .

Whatsapp: +92 328 4765719

Find Urdu Wazaif Here