Shabe meraj ke tasbeeh ka ye amal rajab k kisi bhe din kiya ja sakta hai . Likan meraj sharif mein iss amal ko kiya jae tu iss amal ki beshumar barakat ap ko insha allah hasil ho ghay . Agr koe bhai ya behan iss amal ko ager meraj sharif mein na kar sakhen tu wo iss amal ko majbori ki bana par saal k kisi bhe shab mein kar saktay hain .
Tasbeeh shab e meraj se ap apne liye apni pasend aur mezaj k mutabiq achi job hasil kar sakhte hain. Agar ap job k hawaly se parshan hain aur achy environment , achi salary wali job hasil karna chahty hain. Tu shab e meraj mein ap sab se pehle do nawafils muhammad ale muhammad es tarah ata karen . K ap dono nawafils mein al hamad shareef k baad 14 bar surah ikhlas talawat karen . Es k baad ap kibla rukh ho kar beht jayen aur ek tasbeeh surah alam nashrah ki talawat karen . Us k baad ap 2 bar dua e nad e ali es tarah parhen k jab bhe nad e ali mein . Waha ap 100 bar durood e ibrahimi parhen . Es tarah ap 2 bar nad e ali aur 200 bar durood e ibrahimi parh paayen gay.es k baad ap apne liye dua karen. Ye amal bhut mujarrab hai . Es liye ap ye amal zaroor kar lein.
جو لوگ حسد اور نحوست سے خود کو بچا لیتے ہیں ان کو وظیفہ کئے بغیر ہی زندگی میں سب کچھ حاصل ہو جاتا ہے جبکہ حسد اور نحوست کا شکار افراد کو وظیفہ میں بھی کامیابی نہیں ملتی ، لہذا اگر آپ چاہتے کہ آپ کا وقت برباد نہ ہو تو آپ وظیفہ شروع کرنے سے پہلے چند باتیں اپنے ذہن میں رکھیں ، ممکن ہے کہ آپ کو وظیفہ کئے بغیر آپ کے مقصد میں کامیابی حاصل ہو جائے ۔ اس لئے نیچے موجود بٹن پر کلک کریں ۔
Related Post
Rajab Ki Dua 100 Life-changing Benefits
Mahe Rajab Me Kya Hua Tha ?
Shab e Meraj Wazifa for Shadi
Tasbeeh Shab e Meraj for Aulad
Shabe Meraj Ke Tasbeeh for Job
Rajab Last Jumma ka wazifa
Shab e Meraj Ka Wazifa Bataye
Rajab ki malamal karne wali tasbeeh
27 Rajab Ka Wazifa
13 Rajab ki Tasbeeh Nad e Ali
