Naraz Shohar Ko Manane Ki Dua , Shohar ki narazgi aur gussa khatam karne ke liye aap Fajr aur Isha ki namaz ke baad 10 martaba Durood Ibrahim aur 10 martaba Surah Hashr ki aakhri teen ayat ka wird kar lein. Yeh amal aap hamesha jari rakhein aur is mein bila majbori naga na karein. Is ke alawa aap Surah Hashr ki aakhri teen ayat ko paak siyahi se tehreer karke apne ghar mein zaroor rakhein, taake aap ko Surah Hashr ki aakhri teen ayat ka roohani faiz hamesha milta rahe. Surah Hashr ki aakhri teen ayat ki jo barkat hasil hogi, usko jan’ne ke liye aap neeche mojood button par click karain.
جو لوگ حسد اور نحوست سے خود کو بچا لیتے ہیں ان کو وظیفہ کئے بغیر ہی زندگی میں سب کچھ حاصل ہو جاتا ہے جبکہ حسد اور نحوست کا شکار افراد کو وظیفہ میں بھی کامیابی نہیں ملتی ، لہذا اگر آپ چاہتے کہ آپ کا وقت برباد نہ ہو تو آپ وظیفہ شروع کرنے سے پہلے چند باتیں اپنے ذہن میں رکھیں ، ممکن ہے کہ آپ کو وظیفہ کئے بغیر آپ کے مقصد میں کامیابی حاصل ہو جائے ۔ اس لئے نیچے موجود بٹن پر کلک کریں ۔
