Inferiority complex ehsaas kamtari ko kaha jata hai . Is marz mein insaan apne aap ko doosron se kam tar aur bad kimat samjhna shuru kar deta hai .
Inferiority complex ka mareez ko iss baat pr yaqeen hota hai k us mein koi khoobi nahi hai aur baki log us se bohut ziada achy hain. Usay apni halaat buri aur dusray insaan ki personality bohut achi lagti hai aur ahista ahista asi cheezu par ghour o fikar ki waja se wo mentally disturb bhe ho jata hai.nojawani mein har larka aur larki inferiority complex ka shikar zaroor hotay hain . Ye aik aam nafsiyati bimari lekin agr iss ko waqat de dyia jae tu ye mareez ko iss ki soch se bhe zaida nuqsan de sakti hai . Lahaza agr koe inferiority complex ka shikar ho chuka hai tu asay time par iss ka ilaj karna chahyia . Iss post mein inferiority complex aur iss k rohani ilaj ki mokammal detail aap k liye peesh ke gye hai .

Inferiority Complex Ki Alamat

Inferiority complex ehsaas kamtari ko kaha jata hai . Is marz mein insaan apne aap ko doosron se kam tar aur bad kimat samjhna shuru kar detinferiority complex k mareez mein darj zail alamat milty hain yani mareez k oper kisi na kisi cheez ka khauf hameesha tari rehta hai .
Mareez khud ka dosrou k sath mawazna karta rehta hai .
Mareez baat baat par gussa aur uktahat ka izhaar karta hai.
Mareez koe bhe kaam achay se pora nahi kar sakta .
Asay mareez ko neend bohat kam aati hai .
Ehsaas kamtari ki waja se mareez depression, anxiety aur bohut se nafsiayti amraz ka shikar bhe ho jata hai .
Ehsaas kamtari ka mareez aksar rota bhe rehta hai .
Mareez samajta hai k dunia bhar ka gham sirf asay mila hai .
Inferiority complex ka mareez ka asabi nizam be had kam zoor ho jata hai iss waja se wo family aur society mein survive nahi kar pata aur issi waja se aksar logh inn ka mazak bhe banaty hain . Lahza ehsaas kamtari ka time par ilaj krain aur iss ka sab se behter ilaj rohani hai ju k ham end par aap ko bata dya hai

Inferiority Complex Ki Wajuhat

Ehsaas kamtari ka shikaar hone ki bohut se wajuhat hain. Jin mein se kch aaham wajuhat darj zail hain .
Ehsaas kamtari ka shikar hone ki 1 waja fard ka jesmani toor par mazoor hona bhe hai .
Jen bachon ko ghar mein dusron k muqaablay mein koi ehmiyat nahi di jati wo bhe ehsaas kamtari ka shikar ho jatay hain .
Jen afrad ko society , office ya ghar mein nazar andaz kyia jata hai inn k zehan me bohat se negative khayalat paida hona shuro jatay hain jen ki bina par wo ehsaas kamtari ka shikar ho jatay hain .
Ehsaas kamtari ka mareez apne aap ko bohat zaida mazlom samajta hai .
Ehsaas kamtari ka mareez ko dunia , society , family aur apne waldain se hameesha gilah rehta hai wo samajta hai k kisi ne iss k sath acha nahi kya .
Negative energy ehsaas kamtari ki boahat bari waja hai . Agr aap ki body mein negative energy ka level ziada hai tu aap ehsaas kamtari ka shikar zaroor hon ghay . Lahaza har wo fard ju negative energy ka shikar hai wo aap k liye nuqsan ki waja hai lahaza inferiority complex k mareez ko rohani hifazat ki be had zarorat hoti hai .

Inferiority Complex K Nuqsanaat

Inferiority complex fard ko depression , anxiety , mayoosi aur stress deti hai .
Asay afraad apnay aap ko bay kaar samajnay lagty hain aur khoshish karna chor dete hain.
Inferiority complex ka shikar kisi ki ghami khushi me hisa nahi leta .
Asay afraad zindagi mein kch nahi kar paate aur kamyabi in se humesha dour rehti hai.
Inferiority complex k mareez ko apne oopar aetmaad nahi hota .
Wo logo ko apni raye nahi de sakta aur decision lene mein confuse rehta hai.
Ehsaas kamtari ki aik bohat bari waja nazre bad aur negative energy hai .negative energy fard ko hameesha negative sooch deti hai jes mein aik sooch apne ap ko dosron se kamtar samajna hai . Lahaza ye zarori hai ap ehsaas kamtari ka rohani ilaj krain ju k best hai .

Inferiority Complex Ka Rohani Ilaj

Inferiority complex ka be had asan aur best rohani ilaj dua nade ali ka arabi naqsh hai .
Lahza aap dua nade ali shareef ko mushk , amber , zafran aur gulab se tehreer kar k apne ghalay mein pehan lain insha allah 24 se 72 ghanton mein allah ki zaat aap ko shifa ata farma dain ghay agr koe bhai ya behan ye taweez khud tehreer na kar sakain tu wo ye naqsh astana se sirf mushk , amber , zafran aur courier ka kharch ada kar k hasil kar saktay hai .

Whatsapp

+92 328 4765719

Find Urdu Wazaif Here