Laylatul qadr 2021 ki due date saturday 8 may baad az namaz e maghrib hai . Laylatul qadr ibadat ki raat hai aur es raat ki ibadat ap ki tamam hajaat ki takmeel aur har mushkil ki asani hai . Shab e qadr ki raat allah ki bargha se ju mangha jata hai fard ko wo hasil hota hai es liye es raat ko ibadat mein zaroor guzarain .

Ramzan Sharif Ka Khas Amal

Mahe ramzan mein apni jan , mal , aulad , ghar , karobar , izat , sehat aur kamyabi ki hifazat k liye ap durood e ibrahimi ka frame naqsh apne ghar mein zaroor rakhain . Insha allah ap har afat aur musibat o pareshani se hameesha mehfoz rahain ghay.

جو لوگ حسد اور نحوست سے خود کو بچا لیتے ہیں ان کو وظیفہ کئے بغیر ہی زندگی میں سب کچھ حاصل ہو جاتا ہے جبکہ حسد اور نحوست کا شکار افراد کو وظیفہ میں بھی کامیابی نہیں ملتی ، لہذا اگر آپ چاہتے کہ آپ کا وقت برباد نہ ہو تو آپ وظیفہ شروع کرنے سے پہلے چند باتیں اپنے ذہن میں رکھیں ، ممکن ہے کہ آپ کو وظیفہ کئے بغیر آپ کے مقصد میں کامیابی حاصل ہو جائے ۔ اس لئے نیچے موجود  بٹن پر کلک کریں ۔