Jald acha rishta hasil karne ke liye aap Jumma ke din Fajr ki namaz ada karne ke baad awwal aur aakhir 11-11 martaba Durood Pak parhain, aur darmiyan mein aap ek martaba Surah Muzammil aur 1100 martaba Ya Hayyu Ya Qayyum mohabbat se parhain. Yeh wazifa aap 11 din tak jari rakhein, InshaAllah jald hi aapko acha rishta hasil ho jayega. Agar aap kisi majboori ki bina par wazifa nahi kar sakte ya aap wazifa ki sharait ko pura nahi kar sakte toh aap Ism-e-Azam Ya Hayyu Ya Qayyum ko pak siyahi se likh kar apne ghar mein rakhain aur apne paas bhi rakhain. Yeh naqsh aap ne Jumma ke din tahrir karna hai, InshaAllah jald hi aapki shadi aur rishta ke darmiyan mojood har rokawat ghaib se door hogi. 

Agr Nazre Bad aur Kala Jadu ki waja Se aap ki shadi mein rukwat hai tu iss ka rohani hal sirf Naqsh Isme Azam Hai jes ke detail ke liye neche mojood buton par click krain. Insha Allah 7 din mein aap ko har rukawat se nijat mil jae ghe .