Surah Quraish Wazifa for Hajat Urdu
Wazifa for Hajat Urdu ?
Surah Quraish para 30 mein hai aur is surah mubarakah ki 4 ayat hain. Is surah mubarakah ka nazool Makkah Mukarramah mein hua. Is surah mubarakah mein Qabeela Quraish ka tazkirah hai. Qabeela Quraish mein hi Aap Nabbi Pak ki paidaish hui.
