Mola Ali ki Madad ka Raaz Surah Nas ka Wazifa
Surah Nas ka Wazifa ?
Surah Nas ka Wazifa Rohani Hifazat k hawalay se be Had Powerful Mana jata hai . Iss Surah Mobarka k Hawlay se Beshumar Hadees e Mobarka Mojood hain . Jes se ye Baat Sabat hai k Surah Nas ka Wazifa ya wird Nazre Bad , jadu , Dushman aur har Preshani ka Powerful ilaj aur Hifazat hai .lahaza ghar , jan , mal , izat , Aulad , sehat , job , karobar , rishta , shadi aur apni har cheez ki hifazat k liye Surah Nas ka wazifa Zaroor krain
