Inalillahi Wainailaihi Rajiun In Urdu
“Inalillahi Wainailaihi Rajiun” Surah Al-Baqarah ki ayat 156 mein hai. Is ka matlab hai k hum Khuda ke hain aur usi ki taraf laut kar jana hai. Is ayat mubarak ko musibat, pareshani aur nuqsaan mein sabr hasil karne ke liye bhi parha jata hai.
Read More