Author: Salam

Marriage Wazifa In Quran In Urdu-Hindi

Marriage Wazifa In Quran
Shadi ki har pareshani ko door karne ke liye aap ne Jumma ke din Fajr ki namaz ke baad Surah Hashr ki akhri teen ayat ko tahrir karke apne ghar mein bhi rakhna hai aur apne pas bhi rakhna hai. Is ke baad aap ne Fajr ya Isha ki namaz ke baad awal-o-akhir 3-3 martaba Durood Pak parhna hai, aur darmiyan mein aap ne 70 martaba Surah Hashr ki aakhri teen ayat muhabbat se wird karni hai.

Read More

Dua For Husband Success Urdu-Hindi

Dua For Husband Success
Ager koi behan ye chahti hai ke uske shohar ko zindagi ke har maidan mein kamiyabi hasil hoti rahe aur us ka shohar apni biwi se hamesha muhabbat karta rahe to woh 7 din tak dua mubarak Hasbunallahu wa ni’mal wakeel ka wazifa kare. Is wazife ke liye aap Jumma ke din Isha ki namaz ke baad awwal aur aakhir 10-10 martaba durood pak word karein aur darmiyan mein aap 700 martaba dua mubarak Hasbunallahu wa ni’mal wakeel wrid karein.

Read More

Ladki Ko Shadi K Liye Razi Karne Ka Wazifa Urdu-Hindi

Ladki Ko Shadi K Liye Razi Karne Ka Wazifa
Agar koi waliden apni beti ko shadi ke liye jald razamand karna chahte hain to woh Surah Hashr ki akhri teen ayat ko pak siyahi se tehreer karke is kamre mein rakhe jis kamre mein beti soti hai, aur is ke ilawa ap rozana 10 martaba Surah Hashr ki akhri teen ayat ko parh kar pani par dam karke yeh pani apni beti ko pila dein.

Read More

Naraz Shohar Ko Manane Ka Wazifa Urdu-Hindi

Naraz Shohar Ko Manane Ka Wazifa
Durood Taj aap ko bazaar se aasani se mil jayega is ke ilawa har paanch sorah mein Durood Taj diya gaya hota hai. Durood Taj ka wazifa shohar ki narazgi aur gussa ko hamesha ke liye khatam kardeta hai,

Read More
WeCreativez WhatsApp Support
Ask Any Question
Welcome To Live Support